Mera Jazbe mohabbat Kam na hoga, Jahaane aarzoo Barham(distracting) na hoga
Badhega meri duniya mein ujaala,
charaage soze-ghum (spiritual journey) madham na hoga
Jahaane aabo-gil (matter, Maya) se mawra(influenced) bhi,
Tera dard-e muhabbat kum na hoga
Tere dar par jo sar khum(Bow, jhuk) ho gaya hai,
Wo ab duniya kea age khum na hoga
Ladoonga gardishe-dauran se darshan,
Mera josh-e-amal ab kum na hoga