Agar kitaab baat kar sakti
Toh hum jis kitaab main
Tere liye shayariyan likhte hai
Us kitaab se humare liye
Rone ke awaaz aati
Tab woh bhi hume bolti
Aage badha ae shayara
Woh toh nahi aayega
Par teri in shayariyon ke liye
Humare Panne khatam ho jayenge
- Kashish (Karishma)
**My pen name is Kashish**
