** My pen name is Kashish
Mera Naseeb kehta hai
Ki tu mera nahi
Aur dil kehta hai
Tu mere siva kisi ka nahi
Ab phasi hun main
dil aur taqdeer ke beech
ki is jung main
Par dil se chahti hun
Ki is baar jeet dil ki ho
Ki is baar woh sirf mera ho
- Kashish (Karishma)
