Ghumne wale kya jaane, ki aawargi ke sath bhatkana kya hota hai?

Tasveeren lene wale kya jaane , tasveer banana kya hota hai ?

Tu kabhi meri jagah aa nhi sakta , tu kabhi main nahi ho sakta ,

Mohabbat mein kisi ko apna kahne wale kya jaane , khud ko kisi ka kahna kya hota hai !!

---KASHISH