Hai kashmakash me wo khadi ke nazar ab kuch ata nahi. Thehre ya chalde hai sochti ke koi ab kuch batlata nahi. Sanjoya jise versho chaaon me apni vo apna ab nazar ata nahi. Kyun badla hai wo is kadar ke use badlav ye uska bhata nahi. Hai kashmakash me wo khadi ke nazar ab kuch ata nahi..... ke nazar ab kuch ata nahi.....