Waha se nikalte aansu poncha karta tha
Kabhi ghar ko mai bhi lauta karta tha
Ek waqt aaya jab raste bhool gaye ghar ka pata
Warna khwabon me tehelne ko bhi 
Mai wahi jaaya karta tha..!!