Sahooliyat ka zamana.....
Use khat pasand hai.....
Behekate shor ka zamana....
Use thehra sangeet pasand hai....
Itraate itr ka zamana....
Use mehekati ret pasand hai....
Bikharte waadon ka zamana.....
Use purani reet pasand hai....
Ye hai ishq ka zamana.....
Magar mujhe.....
Mere dil me uski preet pasand hai ❣

