Pehli Mulakat
Suraj ki roshni mai chand ko dekh liya
Unhe dekha to kya hi dekh liya
Mgr ruko
Kahi ye bi to us jaisa nahi
Usne jisne mere dil ko tar tar kr diya
Aspas bikhri Khamoshi mai tk dr bikhr gya
firse thukra jane ka dukh dil mai pasr gya
Maine hoto ko seel kr sach ko kaed kr liya
Unki parchai mai kisi aur ko na dekhne ka prn kr liya
In chand lamho ne hi muje kitna badal diya.

