Ab Pyar ko suno!
Kisi pathar ki yadh mai
Khushiyo ka asman kala
pd gya....
Vo kon tha jo juk na ska
apni duniya ki khatir
Shaydh us shaks ki
arzooo kuch aur thi …
Ha …. Kuch aur hi thi
Tbi to vo dur reh ska
hr us shaks se
jise usne kbi apna kha tha
Sirf kha tha ….
Mgr pahredari bi khub ki thi
fir shaydh khazana chamchamaya na ho ….
Phle ki trah use apni ruh ko pura krne ki kami kbi khali na ho …

