1 min read 812.2K reads

ek sukoon milta hai


Ek sukoon milta hai,Teri aankhon mein kho jaane mein.

Ek sukoon milta hai,Tere saath yun gungunane mein.

Na kal ki ho chintaNa kal ka ho gam,

Maza toh hai busAaj mai khojane mein

Maza toh hai yunhiKuch meethe pal churane mein.

Read more Earn more Learn more