Ek aashiq apni premika ke liye kehta h
Mohabbat ke maine to bahat saree h magar asli afsana janti ho kya..
Mjhse sachii mohabbat h ye baat manti ho kya!
"Mohabbat ki ek chai barish me pilaogi kya?
Mre bhing jane pe apni chunni se mra sarr sehlaogi Kya ..
Jb hm budhe ho jyenge to bhi kya meri unhi gazlo me se ek gazal sunaogi kya!
Aashiqui me jaan dene ke kisse to bahat h magar puri zindangi ka sath nibhaogi kya?
Humsafar mjhe bnaogi kya.. Apni har ek shaam mre sath bitaogi kya!
Heer aur Ranjhe ki kahaniya to bahat sunni h
Ek Prem kahani ko mukamaal tk pahachaogi kya!