Ishq agar hai duniya mai,

to tu uski tasveer hai,

kaise samjhaye saso ko,

kitni tu mujse dur hai.


Dil ki dhadkan bhad jati hai

dekh ke tasveer tumhari

becheni si cha jati hai,

dekh ke teri aankho ki khumari.


Labo ka aapna kaam hai,

Aashiq ka ye raspan hai,

doob gaya hai dil anand mai,

juba pe bas tera naam hai.


Ishq agar hai duniya mai

to uski tu phechan hai,

Tu hi dil ka sukoon,

Tu mohabbat ka anjam hai.


- GJ