Poetry 1 min read 791.3K reads

Afsos hai (A Nazm by Faridoon Shahryar)


Toofan sa hai barpaSaanson mein junoonLabon pe gaaliHaathon mein sailaab.

Afsos haiHona bhi chahiyePalat kar dekhoKaanon se ruiAur dil se mael nikalo.

Afsos hai kiTumhe afsosKyun nahin hota

Read more Earn more Learn more