jikar h aaj apse ush ek hassen shyam ka.
ek najni se mulakaat aur dil ke katleaam ka.
dekh kar jise saansain ruk si gayi thi.
ye kisha ban gaya tha ek pyar ke gulam ka.
hum kya karte di ke haaton majboor the.
lutte gaye socha na pal bhar bhi anzaam ka.