teri rahey hain bus gumsuda
jo kwab tuney hain buna
nakamiyo sey larkey bhi
hain wakt sey tune sikha
bus surat teri moun hain
dil toh fir bhi keh raha
bus pyaar ka nagma tera
jo wakt sey tune sikha
hain intazaar kis baat ki
jo soon sakey unko soona
jub dil bhi tumne hi chuna
toh laaz bhi kis kaam ki
yaad rakh ye dil tera
bus bolney ko hain chahata
wo labjh bhi hain keh raha
jo wakt sey tuney sikha
