Meree jindagi tere Naam aur tum kahtay tumhare zindagi mera kya kaaamm..... Daa Diyaa pura Parivar har shks ka rakhray Hum khayal.. Sb rishtay tumsay paay kabhi biwi kabhi maa kabhi bahu bn Farz nibhaya... Aur tum kahtay tumhare zindagi main mera kya kaamm... Jb Tum Ko raatoon Ko neend na aayee apni batoon say humain rijhayaan.... Aur jb humaree baree aayee muh modd Kay so diyee... Jb sarhana ek tha aur hum do toh wo bhi hamnay tumko diyaa so gay Bina aankhon main neend Kay .. Apni neend bhi tumhare Dee.... Bechaniyaan kaii bar tumsay Millee pr humnay Gila na Kiya... Aur tum kahtay ho tumharee zindagi mn hamara kya kamn... Hr waqt rahta tumhara khayal... Hr Dhadkan pr tumharay naam... Hr waqt rahta tumhara khayal tumharee dii chokhat say bahar hamara kya kaam..... Aur tum kahtay ho tumharee zindagi mn hamara kya kaam...