Jivan Ajar Amar


Hum sab ne yeh jo paya hai,

Yeh us upar wale ki hi to maya hai,

Jal mein jivan bhi to uske kripa se hi aya hai,

Machli ka ren bsera pani mei prbhu ne hi to banaya hai...

Jivan Ajar Amar hai yeh insaan ko kb smjh aya..

 Mandir, manzid mei bhgwan kisne kab paya...

Wo to Kudrat ke kn kn mei smaya hai,..

yeh insaan ko kaha smjh aya hai..

Waqt ka chakar bhi whi chla raha hai, yeh to ruh ka ghar hai jo bs bdlta ja raha hai...

Jeevan ajar amar h yeh hal fuul buta Hume smjha raha hai...

Jeevan chkr chlta ja raha...

yeh to bs ruh ka ghar h jo bdlta ja raha hai ... Jeevan Ajar Amar hai ,yeh to bs ruh ka ghar hai jo bdlta ja raha