Nahi rahi tum meri
Na rahi meri yaari. ..
Jhoote thi sari kasmein ae wafa
Jhoote the sare wade ..
Ye baat kyu badal barasne k ..
Baad samajh m aayi...
Na tha honsla chalne ka ..
Mujhme kabhi ..
Kya zaroorat thi tumhe ...
Manzil banne ki..
Na tha mai raahi un rahon ka ...
Kya zaroorat thi taqat bharne ki..
Jiss nir k bina m khud..
ko pura lagta tha...
Kya zaroorat thi wo meri ..
Jiwan dhara banne ki..
Logon se sunne ko milta hai. .
M a6a likhta hoon ...
Un nadano ko pata nahi...
Mai to bas ek parinda hun ...
Apne jahan ki tashwir gadhta hun...
Kyon aainon ki zaroorat paregi tumhe...
Mai to har shishe ko tera roop kehta hun..


