
Rab ka tohfa rab ki ek niyamat hai
Baap ki chahat baap ki shafqat rehmat hai
Aap ki ungli thaam ke chalna seekh liya
Humne har mahaul mein dhalna seekh liya
Aap ne jhat se aakar humko thaam liya
Girne se pehle hi sambhalna seekh liya
Kaun giraye mujhko kiski jurrat hai
Baap ki chahat baap ki shafqat rehmat hai
Jahan mein aapne mujhko ek pehchaan diya
Achchai ka aapne mujhko gyaan di
Read More! Earn More! Learn More!
