Puri raat tumhara mere paas baithna achcha laga,

Tumhara yun jaga kr sulana or phir jagana achcha laga,

Tasveer to sabko tumhari achchi lagi par tumhara har tasveer mein muskurana achcha laga,

Tumhare ishq mein pad jana achcha laga,

Takleef hui par takleef se gujar jana achcha laga,