Woh pyaari si kamal ka phool,
Mai pathjhar ka ek patta,
Woh saard ki dopaher ki meeti dhoop jaisi,
Garmi mein barsaat ki paheli boond jaisi,
Unhe dekha toh mai kho gayaa,
Laga jaise ek paal k liye wakt tham sa Gaya,
Unke tareef a mai karun toh kya karun,
Unke tareef a mai karun toh kya karun,
Unki khoobsurati ko mehsoos karte huye ek aarsa beeth gaya
