Poetry 1 min read 468.5K reads

Yaad


Raat gahari si h.. kisi ki yaad aane ka samay ho gya h...jise paaya nhi h ek hissa bhi ...usse khone ka samay aa gya h....ruk jaye yh shama yhi jb unki Hume yaad aaye ....or na mai rhu hosh me agr unko yaad aa jaye meri.

Read more Earn more Learn more