Bhatakte baadal sa Me deir tak tanha taakun tujhey..
Pyaasi maru si tu khamosh mannaton Mai maangey mujhe,
Thukra Dein hum ye farebi ki Jannetin, na ab inn aakhon se bechaniyaan barsein,
Muskuraa ke mil, uss paar hi Sahi,
Ki Ye parchhaiyan ab rooh hone ko tarsein