Iss bheed ko peeche chhod kr, 

Bs khud hi se hod kr, 

Tu khud ki talaash mein nikal! 


Jeet ka tu aarambh kr, 

Har roj kuch nya seekh kr, 

Tu khud ki talaash mein nikal! 


Ateet ki galtiyaan na dohra kr, 

Bhavishya ki sambhavnao ka lakshya bna kr, 

Vartamaan ki mehnat se, 

Tu khud ki talaash mein nikal!