ped pe fool khilte hai,
fool se fal bnta hai,
fal ko tu khata hai!
fal kha kr tu shaktishaali bnta hai,
kulhaadi ko gista hai,
aur ped kaat deta hai!
kta ped kehta hai :
"aye insaan mainey hi tujhe bhojan dia , mainey hi tujhe chaya di ,mainey upyukt vaayu bhi di ,aaj kaatne se tera kalyaan ho rha hai, kyuki tu nhi mar rha ,kl kaatne se bhi tera kalyaan hoga, kyuki tu hi marega"
”Iss swarg ko na narak bna tu hi pachtayega ,
agr aaj tu ped kaatega fir kl khud hi lupt ho jayega"

