1 min read 792.2K reads

परिन्दे


Main parinda hun ! Udne do nabh mein, Ke sundar kshitiz hame bulati hain. Uda jo main kshitiz ko pane, Liye ek armaan, pankho ko pasaar, Ya toh apni iss neel gagan ko kardu apne praan nyochhawar, Ya pakar us door kshitiz ko kardu apne armaano ko ujagar.

Read more Earn more Learn more