Janti hu ja chuke ho tum
Fir kyu intezar karu..
Par kambakht Ishq itna Kiya tha tumse
Ki har aahat par jaa nisaar karu..
Teri mohabbat se duniya saji thi meri
Ab duniyaa hi naa rahi..
Ye kaise aitbaar karu
Par kambakht Ishq itna Kiya tumse
Ki ab har aahat par jaa nisaar karu...

