haan vo ishq jo mai tumse karta tha,
ab khayalo mai zinda hai... 

vo baatien jo mai tumse karta tha,
ab meri nazmo mai zinda hai...

saare wadien bhul chuka hu mai,
shayad khudgarz ek insaan mujh mai zinda hai... 

ab shayad he kar paau ishq mai dobara "anas" 
uski mohabbat ka nishaan aaj bhi dil mai zinda hai ..

-anas