Usne humme apni zindagi se nikala..
Aur hum aj bhi uski tasveer apne ghar mai sajay hai !
Wo to ho gaya kab ka kissi aur ka ..
Aur hum pagal aj bhi usse dil mai bassay hai !
Samay bita, saal gujare ..
Duniya aage nikal gai ..
Par hum aj bhi wahi unke intezaar mai palke bichay hai .....!!
